Sikka Kahani !
Ye kahani hei ek ru paye key sikkey ki … jo aaj key zamaney mein rehta hai … aur is modern zamaney ki tamam dakyanusi sajawatoon sey waqif hei … zahir hei .. paisa ki taqat kiya hoti hai ... aur insan is paisey key liye kiya kiya ker guzarta hai … ye paisey se ziada kon janta ho ga … is sikkey ka safar ajeeb hai … is ney insaan ko biktey bhe dekha hei ... aur martey bhee dekha hei … din mein roz ... kissam kissam key logoon sey milta hai … aur kabhe kabhe; kitye din ... daraazoon aur almaariyoon mein hee guza r jatey hein … dil hee dil mein wo apney aabaao ajdaad key qissey dohrata rehta hai ... magar aaj us ke haqeeqat mein kiya haiseyat hei .. wo is sey bhe waqif nazar aata hai … kitni baar ... is ka dil toot-ta hei ... aur kitni baar anna per zarab khayee hei … is sikkey jey jazbaat aaj sikey ki zubani suney … Sikka: “Aaj kitney din ho gay yahan parey parey … gup ahdheira - pata anhen in kagazoon mein aisa ki likha hoa hai jo in ka itna...